Nusrat Fateh Ali Khan - Na To Butkade Ki Talab
2011 · Qawali · Qawali
Nusrat Fateh Ali Khan - Na To Butkade Ki Talab
Nusrat Fateh Ali Khan - Na To Butkade Ki Talab
2011
15m
Qawali
Nusrat Fateh Ali Khan - Na To Butkade Ki Talab Lyrics raazdaron se bachkar chalta hoon ghamghusaaron se bachkar chalta hoon mujhko dhoka diya saharon ne ab saharon se bachkar chalta hoon shab-e-gham ki seher nahih hoti ho bhi to mere ghar nahin hoti zindagi tu hi mukhtasar ho ja shab-e-gham mukhtasar nahin hoti maine masoom baharon mein tumhe dekha hai main puurnoor sitaron mein tumhe dekha hai mere mehboob tere parda nasheeni ki kassam main ashqon ki kataroon mein tumhe dekha hai buth bhi iss mein rehte the dil yaar ka bhi kaashana tha ek tarraf Kaabe ke jalwe ek tarraf buthkhaana tha.. na to buthkade ki talab mujhe na haram ke dar ki talash hai jahan loot gaya hai sukoon-e-dil ussi rahaghuzar ki talash hai tu haram jisko hai dhoondhta mujhe buthkade woh mil gaya tujhe kya malal hai zaahida yeh nazar nazar ki talaash hai mujhe sab qubool falak magar gham-e-dost mujhse talab na kar iss kaise dil se juda karun meri umr bhar ki talaash hai aaye qabeeb chord yun hi mujhe main maareez-e-ishq hoon la-dawa main maareez-e-ishq ishq ishq ishq yeh hai ishq ishq ishq ki chaut ka kuch dil pe asar ho to sahi dard kam ho ya zyada ho magar ho to sahi yeh hai ishq ishq majnu nazar aati hai,laila nazar aata hai vaishat mein har ek naqsha ulta nazar aata hai dekho yeh hai ishq ishq yeh hai ishq ishq waadi-e-najad se phir kar jo hawaa aati hai qais ke roone ki abhi tak ye sada aati hai dekho yeh hai ishq ishq yeh hai ishq ishq haay Kaabe bhi gaye haay Kaabe bhi gaye hum,na gay par buthon ka ishq haay Kaabe bhi gaye hum,na gay par buthon ka ishq iss rog ki khuda ka ghar par dawa nahin yeh hai ishq ishq kafir-e-ishq hue,hum to sana bhool gaye naam-e-buth yaad raha,naam-e-khuda bhool gaye dekho yeh hai ishq ishq yeh hai ishq ishq naazo andaaz se kehti hai ke jeena hoga zeher dete hai to kehte hai ke peena hoga jab main peeta hoon to kehte hai ke marta bhi nahin jab main marta hoon to kehte hai ke jeeta hoga dekho yeh hai ishq ishq yeh hai ishq ishq ishq da mahak main gaya ek din aago ishq ne mera badiyae thaglai mai