Azaad Pakistan | Nadeem Sarwar | Ali Shanawar | Ali Jee
2017 · Religious · Religious
Azaad Pakistan | Nadeem Sarwar | Ali Shanawar | Ali Jee
Azaad Pakistan | Nadeem Sarwar | Ali Shanawar | Ali Jee
2017
5m
Religious
Composed by Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Alijee Poetry by Nadeem Sarwar & Jawad Jafri 2017 © & ℗ Copyright Information: • This video is protected under international Digital Millennium copyright act. • All Rights of Nauhas, artwork, logo, audio & video are reserved by Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Ali Jee. LYRICS: Ba-Yaad-e-Khoon-e-Shaheedaan, Ba-Naam-e-Aazadi Karain Gey Dil Se Sada Ehtaram-e-Aazadi Sunao Saray Watan Ko Payaam-e-Aazadi Tamam Ehl-e-Watan Ko Salam-e-Aazadi Azad Pakistan Ham Kahin Rahain Ham Yehi Kahain Ho Shaad Pakistan Pakistan Hamari Jaan Sabz Parcham Per Tera Jo Chaand Tara Hai Ba Khuda Hamko Ye Apni Jaan Sey Payara Hai Allah Karey Ta Hashar Rahy Aabad Pakistan Ham Kahin Rahain Ham Yehi Kahain Ho Shaad Pakistan Aazad Pakistan Khetiyaan, Sehra, Samandar, Wadiyaan Teri Saari Duniya Se Haseen Aabaadiyaan Teri Sab Mil Key Lagain Nara Zindabaad Pakistan Ham Kahin Rahain Ham Yehi Kahain Ho Shaad Pakistan Aazaad Pakistan Meri Jaan Pakistan Aazaad Rahey Ye Dua Lab Per Hai Pakistan Ki Khatir Panjtan s.a.w.w Iske Sada Hon Hami O Nasir Ho Koi Nagar Hai Sham O Sehar Bus Yaad Pakistan Ham Kahin Rahain Ham Yehi Kahain Ho Shaad Pakistan Aazaad Pakistan